Wednesday, 20 September 2017

Ya Nabi nazre karam farmana Aye Hasnain k Nana

Ya Nabi nazre karam farmana Aye Hasnain ke Nana Zahra paak ke sadqe humko Taiba me bulana Aye Hasnain ke nana Aap ke dar ka mai hu bhikari Aap hai mere daata Saare rishte naato se hai Pyaara apna naata Aap to hai aata hai jinko sabki laaj nibhana Aye Hasnain ke nana Be saaya hai lekin woh Jag par hai aapka saaya Arshe mo`alla bana mohalla Deed ko Rab ne bulaya Hashr tak na hoga kisi ka Aisa aana jana Aye Hasnain ke nana Saj gayi hai meelad ki mehfil Kya hai khoob nazara Kaif o masti me dooba hai dekho aalam saara Dhund rahi aap ki rehmat bakshish...