Wednesday, 20 September 2017

Ya Nabi nazre karam farmana Aye Hasnain k Nana

Ya Nabi nazre karam farmana Aye Hasnain ke Nana Zahra paak ke sadqe humko Taiba me bulana Aye Hasnain ke nana Aap ke dar ka mai hu bhikari Aap hai mere daata Saare rishte naato se hai Pyaara apna naata Aap to hai aata hai jinko sabki laaj nibhana Aye Hasnain ke nana Be saaya hai lekin woh Jag par hai aapka saaya Arshe mo`alla bana mohalla Deed ko Rab ne bulaya Hashr tak na hoga kisi ka Aisa aana jana Aye Hasnain ke nana Saj gayi hai meelad ki mehfil Kya hai khoob nazara Kaif o masti me dooba hai dekho aalam saara Dhund rahi aap ki rehmat bakshish...

Wednesday, 29 October 2014

Salaam Ya Hussain Raddiyal-lahu-tala-anhu

...

Thursday, 27 March 2014

Tarap Raha Hoon Madinay Ki Haazri Ke Liye

Tarap Raha Hoon Madinay Ki Haazri Ke LiyeSahara Chahiyay Sarkar Zindagi Ke Liye Huzoor Aisa Koi Intizaam Ho Jaye Salaam Ke Liye Haazir Ghulam Ho Jaye  Naseeb Walon Mein Mera Bhi Naam Ho JayeJo Zindagi Ki Madinay Mein Shaam Ho Jaye  Mein Shaad Shaad Maronga Agar Dum-e-Aakhir Zubaan Pe Jaari Muhammad Ka Naam Ho Jaye   Sahara Chahiyay Sarkar Zindagi Ke Liye Tarap Raha Hoon Madinay Ki Haazri Ke Liye   Woh Bazm-e-Khaas Jo Darbaar-e-Aam Ho Jaye Umeed Hai Keh Hamara Salaam Ho Jaye Idher...

Utha Do Parda Dikha Do Chehra Ke Noore Baari Hijab Me Hai

Utha Do Parda Dikha Do Chehra Ke Noore Baari Hijab Me Hai Zamana Taarik Ho Raha Hai Ki Mehr Kab Se Nikaab Me Hai Nahi Wo Meethi Nigaah Waala Khuda Ki Rehmat Hai Jalwa Farma Ghazab Se Unke Khuda Bachaye Jalaal E Baari Etaab Me Hai Jali-Jali Bu Se Uski Paida Hai Sozish E Ishqe Chashme-Wala Kabaabe Aahu Me Bhi Na Paaya Maza Jo Dil Ke Kabaab Me Hai Unhi Ki Bu Maya E Saman Hai Unhi Ka Jalwa Chaman Chaman Hai Unhi Se Ghulshan Mehek Rahe Hai Unhi Ki Rangat Ghulab Me Hai Teri Julu Me Hai Maahe Taibah Hilaal Har Margo Zindagi Ka Hayaat...

May so jaoo Ya MUSTAFA kehtey kehtey

May so jaoo Ya MUSTAFA  kehtey kehtey Khulley aankh Salle Aala kehtey kehtey Sitam pay Sitam seh gaey dushmano kay Habeeb-e-KHUDA, Ya KHUDA kehtey kehtey Guzarte thay kaantey bharrey raasto say RASOOL-e-KHUDA, Marhaba kehtey kehtey Huwey surkhuru Aap her maarkey may Fakat Rabbana , Rabbana kehtey kehtey Shahe her do Aalam ne naam-e-jabee say Bhara paet shukrey KHUDA kehtey kehtey Andheiroo may ham ne kiya hay ujaala Aqeedat sey Noor-ul-Huda kehtey kehtey Dilley muztarib ko qaraar aagya hay Shabo roz Ya MUJTABA  kehte kehte Museebat...

Nabi Ka Jashn Aaya Chaand Taaron Jhoomtay Rehna

Nabi Ka Jashn Aaya Chaand Taaron Jhoomtay Rehna   Nabi Ke Naam Per Ae Naamdaaron Jhoomtay Rehna Jahaan Mein Noor Leykar Noor Wala Aanay Wala Hai    Meray Hamraah Tum Bhi Dil Ke Taaron Jhoomtay Rehna Galli Koochay Sajadena Harray Jhanday Lagadena   Taqaaza Ishq Ka Hai Mere Yaaron Jhoomtay Rehna Nabi-e-Sarwar-e-Konain Ki Aamad Ke Lamhoon Mein    Durood-e-Pak Parhtay Parhtay Saaron Jhoomte Rehna Musawaat-o-Akhuwat Ka Payaam-e-Dil Nasheen Laaye   Khushi Mein Aey Ghareebon Maaldaaron Jhoomte Rehna Woh...

Madine Ke Waali Do Alam Ke Daata Meri Bhi Soue Taibah Lagai Hai

Madine Ke Waali Do Alam Ke Daata Meri Bhi Soue Taibah Lagai Hai May Mohtaj Hoo Ek Nigahe Karam Ka Tumhare Karam Se Meri Zindagi Hai Hai Wadi e Aiwan Pe Khalique Ki Rehmat Musallam Hai Baitul Muqaddas Ki Azmat Magar Qalb e Muztar Ko Hai Jiski Haajat Woh Sultan e Taibah Tumhari Gali Hai Tumhare Hi Tukdo Pe Mera Guzara Tumhare Darbar Ka Hoo May Mangta Jo Tumse Na Mangoo To Fir Kis Se Mangoo Tumhara To Saara Gharana Saqi Hai Yahan Reh Ke Jina Hai Marne Se Badtar Wahan Jaake Marne Jine Se Behtar Mayassar...