Friday, 20 September 2013

Naat Lyrics in urdu

Aap Aaqa'on k Aaa hai Shah-e-Anaam Aap ki nisbat ae Nana-e-Hussain Ab karm Mustafa Farmaiay Ae kaash ki Aajaye Attar Madinay mai Ae Kaash Tasaur mai Madinay ki galli ho Afsoos bahut door hoon Gulzar-e-Nabi se Aisa Lagta hai ki Madinay Jald wo bulwayain gay Ata kar do Madinay ki ijazat Ya Rasool Allah Attar ne darbaar mai daman hai pasara Bahut ranjeeda wa ghamgeen hai dil Ya Rasool Allah Bayan kyon kar Sana-e-Mustafa ho Chamak tukh se paate hai sab paane walay Dil se meri duniya ki muhabbat nahi jati Dushman e Ahmed par shiddat kijiye Gham...

Shadaid Naza k kaise sahoon ga Ya Rasool Allah

...

Hamd Lyrics

Amal ka Jazba ataa ho Ya ILLahi Allah mujhe Aalim-e-deen banade Allah mujhe Hafiz e Quran banade Gunahoon-se-mujhe-bacha-Ya-Illahi Hamare dil se zamane ke gham mita Ya Rab Hubb-e-Duniya se tu bacha Ya Rab Kab gunahon se kinara mai karoun Ya Rab Maaf Fazl wa karm se ho har khata Ya Rab Mai-Meccay-mai-phir-aa-gaya-Ya-Illahi Mita de saari khatain meri mita Ya Rab Mita mere ranj wa alm Ya ILLAHI Muhabat mai apni tu ghuma Ya Illahi Tu hi Malik bahr o bar hai Ya Allah Ya Illahi ! Magfirat kar bekas o majboor ki...

Gunahoon se mujhe bacha Ya Illahi

...

Mai Mecca'y mai phir aa gaya Ya Illahi

...

Muhabat mai apni tu ghuma Ya Illahi

...

Ya Illahi ! Magfirat kar bekas o majboor ki

...

Tu hi Malik bahr o bar hai Ya Allah

...

Tu Shamme Risalat Hain Aalam Tera Parwana

Tu Shamme Risalat Hain Aalam Tera Parwana Tu Mahe Nubuvat Hain Ay Jalwa E Janana Jo Saaqi e Kausar Ke Chehre Se Nikaab Uththe Har Dil Bane Maikhana Har Aankh Ho Paymana Dil Apna Chamak Utthe Imaan Ki Tallat Se Kar Aankhein Bhi Noorani Ay Jalwa E Jaanana Kyu Zulfe Muambar Se Kooche Na Mahak Uthe He Panja Qudrat Jab Zulfo Ka Tere Shaana Tum Aye Chati Baazi Ronak Huwi Phir Taazi Kaaba Hua Phir Kaaba Kar Daala Tha Butt Khana Peete Hain Tere Dar Ka, Khate Hain Tere Dar Ka Pani Hain Tera Pani, Dana Hain Tera Dana Sarshar Ise Kar De Ik Jaam E Labalab...

Utha Do Parda Dikha Do Chehra Ke Noore Baari Hijab Me Hai

Utha Do Parda Dikha Do Chehra Ke Noore Baari Hijab Me Hai Zamana Taarik Ho Raha Hai Ki Mehr Kab Se Nikaab Me Hai Nahi Wo Meethi Nigaah Waala Khuda Ki Rehmat Hai Jalwa Farma Ghazab Se Unke Khuda Bachaye Jalaal E Baari Etaab Me Hai Jali-Jali Bu Se Uski Paida Hai Sozish E Ishqe Chashme-Wala Kabaabe Aahu Me Bhi Na Paaya Maza Jo Dil Ke Kabaab Me Hai Unhi Ki Bu Maya E Saman Hai Unhi Ka Jalwa Chaman Chaman Hai Unhi Se Ghulshan Mehek Rahe Hai Unhi Ki Rangat Ghulab Me Hai Teri Julu Me Hai Maahe Taibah Hilaal Har Margo Zindagi Ka Hayaat...

Sab se aola wa aala hamara Nabi صلی اللہ علیہ وسلم

Sab se aola wa aala hamara Nabi  صلی اللہ علیہ وسلم Sab se baala wa waala hamara Nabi Apne Moula ka pyara hamara Nabi Dono aalam ka Dulha ha hamara Nabi Bazme Aakhir ka Shama faroza huwa Noore awwal ka jalwa hamara Nabi Buj gayi jis ke aage sabhi mash’ale Shamma woh lekeh aaya hamara Nabi Jis ke talwon ka dhowan he aabe Hayaat Hai woh jaane Maseeha hamara Nabi Khalq se Awliya Awliya se Rusul Aur Rasoolon se aala hamara Nabi Jaise sab ka Khuda ek he waise hi In ka un ka thumhara hamara Nabi Kawn deta he dene ko...

Fida kr Ishq-e-Nabi par jaan

Fida kr Ishq-e-Nabi par jaan muqammal karle tu Iman zamana yaad karega Fida kr Ishq-e-Nabi par jaan muqammal karle tu Iman zamana yaad karega Jab yaad Nabi ki aati hai  ik kaif sa aalam hota hai jab zikre Nabi chhid jata hai ik wajd ka mosam hota hai Yahi to kahta hai Qur'an k Aaqa hai jaan-e-Iman zamana yaad karega  zamana yaad karega Sarkar se tu hai door magar Sarkar to tujh se door nahi kyu khoya khoya rehta hai Mukhtar hai tu majboor nahi Nabi ko pahle dil se maan, Nabi par sab kuch kar Qurbaan zamana yaad karega...

Ay saba Mustafa se keh dena gham ke maare salam kehte hein

Ay saba Mustafa se keh dena gham ke maare salam kehte hein, Yaad karta hein tum ko sham-o-sahar, dil hamare salam kehte hein, Allah Allah Huzur ki baatein, marhaba Rung-o-Noor ki baatein, Chand jinki balaye leta hai, aur taare salam kehte hein, Jab Muhammad ka naam aata he, rahmaton ka payaam aata he, Lab hamare Durood parte hein, dil hamare salam kehte hein, Allah Allah Huzur ki ghesu, bheeni bheeni mahekti woh khushbu, Jin se maamur he fiza he so, wo nazaare salam kehte hein, Zaire Taiba tu Madine mein, pyaare Aaqa se...

Bigri Bhe Banain Ge Jalwy Bhe Dekhain Gaiy

Bigdi Bhe Banain Ge Jalwy Bhe Dekhain Gaiy Ghabrao Na Deewano Sarkar Bulain Gaiy Hum masjid e Nabvi key Dekhy Ge Minaroon Ko Aur gumbad E Khazra key Purnoor nazaroon Ko Hum Ja Key Madina Phir Wapis Nahi Aayain gaiy Mil Jay Ge Tabirein Eik Rooz To khaboo Ki Gir Jay Gein Dewarein Sab Dekhna Rahoo Ki Hum Roza e Aqdas Par Jab Ansoo Bahain Gaiy Dil Ishq E Nabi mey Tum Kuch Aur Tadapnay Do Is Deed Ki Atish Ko Kuch Aur Bhadkny Doo Hum Tishna Dily Chal Kar Zam Zam Sey Bujhay Gaiy Jab Hashar Key Medan Mey ik Hashar Bapaa Ho Ga Jab...

Aaqa Ka Milad Aaya

Ya RasoolAllah Ya HabibAllah Salla Alaika Ya RasoolAllah Wassallam Alaika Ya HabibAllah Ahlaon Wa Sahlan Marhaba Ya RasoolAllah Charoon Taraf Noor Chahya Aaqa Ka Milad Aaya Khushiyon Ka Pegham Laya Aaqa Ka Milad Aaya Shams-O-Qamar Aur Taaray Kyun Na Ho Khush Aaj Saaray Unse Hee Tou Noor Paaya Aaqa Ka Milad Aaya Khushiyan Manatay Hain Wohi Dhoomein Machatay Hain Wohi Jinn Per Hua Unka Saaya Aaqa Ka Milad Aaya Hai Shaad Har Ek Musalmaan Karta Hai Ghar Ghar Charaghaan Galiyun Ko Bhi Jagmagaya Aaqa Ka Milad Aaya Mukhtar-e-Kul...

Naat lyrics in English

Aaqa Ka Milad Aaya Ay saba Mustafa se keh dena gham ke maare salam kehte hein Bari umeed hai Sarkar qadmon mein bulayenge Bigri Bhe Banain Ge Jalwy Bhe Dekhain Gaiy Bulalo phir mujhe ae Shah-e-Bahro-Bar Chamak Tujhse Paate Hain Sab Paane Waale Chamka mah e noor ka Hilal merhaba. Faslon ko takalluf hai hum se agar Fida kr Ishq-e-Nabi par jaan Ghum Ho Gaye Beshumar Aaqa Gunahon ki adat churah meray Moula Haajiyo aao Shahenshah ka Roza dekho Habib-e-Khuda ka nazara karun mai Humko bulana Ya Rasool Allah Ilahi madad kar, madad ki...

Main to khud Unke dar ka gada hoon

Main to khud Unke dar ka gada hoon, Apne AQA ko main nazr kya doon Ab to aankhon mein bhi kuchh nahin hai, Varna qadmon mein aankhein bichha dooon Aane waali hai unki tareeq, Phool naaton ke ghar ghar saja doon, Mere ghar mein andhera bohot hai, Apni palkon pe shamme jala doon Rauza-e-pak peshe nazar hai, Saamne mere AQA ka dar hai, Mujhko kya kuchh nazar aa raha hai, Tumko lafzon mein kaise bata doon Mere aansu bahut kheemti hain, Inse waabasta hai unki yaadein, Inki manzil hai khak-e-madeena, Ye gauhar yun hi kaise...

Wednesday, 18 September 2013

Subha Taibah Me Hui Batta Hain Baada Noor Ka

Subha Taibah Me Hui Batta Hain Baada Noor Ka Sadqa Lene Noor Ka Aaya Hain Taara Noor Ka Baaghe Taibah Me Suhana Phool Phoola Noor Ka Mast Bu Hain Bul Buley Padhti Hain Kalmah Noor Ka Baarhvi Ke Chaand Ka Mujra Hai Sajdah Noor Ka Baarah Burjo Se Jhuka Ik Ik Sitara Noor Ka Aayi Bida'at Chayi Zulmat Rang Badla Noor Ka Maahe Sunnat Mehre Tala'at Le Le Badla Noor Ka Main Gada Tu Baadshah Bharde Piyala Noor Ka Noor Din Duna Tera De Daal Sadqa Noor Ka Teri Hi Jaanib Hai Paanchi Waqt Sajdah Noor Ka Rukh Hain Qibla Noor Ka Abru...

Wednesday, 11 September 2013

Mustafa Jaan E Rehmat Pe Laakhon Salaam

Mustafa Jaan E Rehmat Pe Laakhon Salaam Shamme Bazme Hidayat Pe Laakhon Salaam Mehre Charkhe Nubuvvat Pe Roushan Durood Ghul E Baagh E Risaalat Pe Laakhon Salaam Shehre Yaare Iram Tajdaare Haram Nau Bahaar E Shafa'at Pe Laakhon Salaam Shab E Asra Ke Dulha Pe Da-im Durood Nausha E Bazme Jannat Pe laakhon Salaam Arsh Ki Zebo Zeenat Pe Arshi Durood Farsh Ki Teebo Nuzhat Pe laakhon Salaam Noor E Ain E Latafat Pe Alt(a)f Durood Jaibo Jaine Najafat Pe Laakhon Salaam Sarve Naaz E Kidam Maghze Raaze Hikam Yakka Taaze Fazilat...