Thursday, 27 March 2014

Tarap Raha Hoon Madinay Ki Haazri Ke Liye

Tarap Raha Hoon Madinay Ki Haazri Ke LiyeSahara Chahiyay Sarkar Zindagi Ke Liye Huzoor Aisa Koi Intizaam Ho Jaye Salaam Ke Liye Haazir Ghulam Ho Jaye  Naseeb Walon Mein Mera Bhi Naam Ho JayeJo Zindagi Ki Madinay Mein Shaam Ho Jaye  Mein Shaad Shaad Maronga Agar Dum-e-Aakhir Zubaan Pe Jaari Muhammad Ka Naam Ho Jaye   Sahara Chahiyay Sarkar Zindagi Ke Liye Tarap Raha Hoon Madinay Ki Haazri Ke Liye   Woh Bazm-e-Khaas Jo Darbaar-e-Aam Ho Jaye Umeed Hai Keh Hamara Salaam Ho Jaye Idher...

Utha Do Parda Dikha Do Chehra Ke Noore Baari Hijab Me Hai

Utha Do Parda Dikha Do Chehra Ke Noore Baari Hijab Me Hai Zamana Taarik Ho Raha Hai Ki Mehr Kab Se Nikaab Me Hai Nahi Wo Meethi Nigaah Waala Khuda Ki Rehmat Hai Jalwa Farma Ghazab Se Unke Khuda Bachaye Jalaal E Baari Etaab Me Hai Jali-Jali Bu Se Uski Paida Hai Sozish E Ishqe Chashme-Wala Kabaabe Aahu Me Bhi Na Paaya Maza Jo Dil Ke Kabaab Me Hai Unhi Ki Bu Maya E Saman Hai Unhi Ka Jalwa Chaman Chaman Hai Unhi Se Ghulshan Mehek Rahe Hai Unhi Ki Rangat Ghulab Me Hai Teri Julu Me Hai Maahe Taibah Hilaal Har Margo Zindagi Ka Hayaat...

May so jaoo Ya MUSTAFA kehtey kehtey

May so jaoo Ya MUSTAFA  kehtey kehtey Khulley aankh Salle Aala kehtey kehtey Sitam pay Sitam seh gaey dushmano kay Habeeb-e-KHUDA, Ya KHUDA kehtey kehtey Guzarte thay kaantey bharrey raasto say RASOOL-e-KHUDA, Marhaba kehtey kehtey Huwey surkhuru Aap her maarkey may Fakat Rabbana , Rabbana kehtey kehtey Shahe her do Aalam ne naam-e-jabee say Bhara paet shukrey KHUDA kehtey kehtey Andheiroo may ham ne kiya hay ujaala Aqeedat sey Noor-ul-Huda kehtey kehtey Dilley muztarib ko qaraar aagya hay Shabo roz Ya MUJTABA  kehte kehte Museebat...

Nabi Ka Jashn Aaya Chaand Taaron Jhoomtay Rehna

Nabi Ka Jashn Aaya Chaand Taaron Jhoomtay Rehna   Nabi Ke Naam Per Ae Naamdaaron Jhoomtay Rehna Jahaan Mein Noor Leykar Noor Wala Aanay Wala Hai    Meray Hamraah Tum Bhi Dil Ke Taaron Jhoomtay Rehna Galli Koochay Sajadena Harray Jhanday Lagadena   Taqaaza Ishq Ka Hai Mere Yaaron Jhoomtay Rehna Nabi-e-Sarwar-e-Konain Ki Aamad Ke Lamhoon Mein    Durood-e-Pak Parhtay Parhtay Saaron Jhoomte Rehna Musawaat-o-Akhuwat Ka Payaam-e-Dil Nasheen Laaye   Khushi Mein Aey Ghareebon Maaldaaron Jhoomte Rehna Woh...

Madine Ke Waali Do Alam Ke Daata Meri Bhi Soue Taibah Lagai Hai

Madine Ke Waali Do Alam Ke Daata Meri Bhi Soue Taibah Lagai Hai May Mohtaj Hoo Ek Nigahe Karam Ka Tumhare Karam Se Meri Zindagi Hai Hai Wadi e Aiwan Pe Khalique Ki Rehmat Musallam Hai Baitul Muqaddas Ki Azmat Magar Qalb e Muztar Ko Hai Jiski Haajat Woh Sultan e Taibah Tumhari Gali Hai Tumhare Hi Tukdo Pe Mera Guzara Tumhare Darbar Ka Hoo May Mangta Jo Tumse Na Mangoo To Fir Kis Se Mangoo Tumhara To Saara Gharana Saqi Hai Yahan Reh Ke Jina Hai Marne Se Badtar Wahan Jaake Marne Jine Se Behtar Mayassar...

Khusravi Achhi Lagi Na Sarwari Achhi Lagi

Khusravi Achhi Lagi Na Sarwari Achhi LagiHum Faqeero Ko Madine Ki Gali Achhi LagiMai Na Jaunga Kahi Bhi Darr Nabi Ka Chor KarMujhko Ko-E Mustafa Ki Chaakri Achhi LagiRakh Diye Sarkaar Ke Qadmo Me Sultaano Ne SarrSarwar E Kouno Makaa Ki Saadgi Achhi LagiNaaz Kar Tu Ay Haleema Sarwar E Kounain ParGar Lagi Achhi To Teri Jhopdi Achhi LagiJinko Karni Hai Shahenshaho Ki Taarefe KareMujhko Aaqa Bas Tumhari Naat Hi Achhi LagiQabr Roushan Ho Gayi Noor E Nabi Se Is TarahAashiqo Ko Maut Bhi Aur Qabr Bhi Achhi LagiMaut Jo Maangi Dayar E Mustafa Ke SaamneMaut...

Shah-e-Wala Mujhe Taiba Bulalo

Shah-e-Wala Mujhe Taiba BulaloTaiba Bulalo Mujhe Taiba Bulalo Deyorri Ka Apni Kutta BanaloQadmon Se Apne Mujhko Lagalo Sadqay Mein Sadqay Mein Sadqay BulaloFurqat Ke Maaron Ko Piyare Jila Lo Pyare Jila Lou Mujhe Aaqa Jila LoMaula Jila Lou Mujhe Aaqa Jila Lo Duniya Ke Jhagron Se Yaksar Chura KarGhayron Ki Ulfat Ko Dil Se Mita Kar Shah-e-Wala Mujhe Apna BanaloApna Banalou Mujhe Apna Banalo Naykon Ke Sadqay Mein Hum Se Baddon KoZaaron Na Zaaron Musibat Zaddon Ko Maula Nibhalo Mere Maula NibhaloHaan Haan Nibhalou Mere Aaqa Nibhalou ...

Main nazar karun jaan o Jivaro, kaisa lage gaa

Main nazar karun jaan o Jivaro, kaisa lage gaaRakhdu daar - e - Sarkaar peh sar, kaisa lage gaa Aja'e mukadar seh meray, ghar joh shahediiMain kesa lagun gaa, meraa ghar kaisa lage gaa Jaab duur seh hai itna haseen, Ghumbad - e - khizraIs paar seh esa hai, udar kaisa lage gaa Sarkaar neh daar peh tujhe, bulwaya hai maangteJaab ko'ii mujhe deh gaa khabar, kaisa lage gaa Jis haath seh likhun gaa, Muhammad ka qaseedaUs haath meh Jibre'il ka par, kaisa lage gaa Ghaus - ul - waraa seh puchlo, ik roz yeh chaal karBaghdad seh tayba ka safar, kaisa...

Kyun Kar Na Mere Dil Mein Ho Ulfat Rasool صلی اللہ علیھ وسلم Ki

Jannat Mein Le Kar Jayegi Chahat Rasool صلی اللہ علیھ وسلم Ki Chalta Hoon Mein Bhi Qaafilon Walon Ruko Zara  Milnay Do Buss Mujhay Bhi Ijazat Rasool صلی اللہ علیھ وسلم Ki Poochay Jou Deen-O-Iman Nakeerayn Qabr Mein  Uss Waqt Mere Lab Pe Ho Midhat Rasool صلی اللہ علیھ وسلم Ki Tarpa Ke Unke Qadmon Mein Mujhko Giraday Showk  His Waqt Ho Lehed Mein Ziyarat Rasool  صلی اللہ علیھ وسلم Ki Sarkar صلی اللہ علیھ وسلم Ne...

Kankar Se Kalma Padhwao Phir Kehna Hum Jaise They

Kankar Se Kalma Padhwao Phir Kehna Hum Jaise TheyDoobey Suraj Ko Lautao Phir Kehna Hum Jaise They Tum Bhi Zara Meraj Ko Jao Phir Kehna Hum Jaise TheyJao Namaze Lekar Aao Phir Kehna Hum Jaise They Lohe Se Talwar Banana Aam Hai Duniya Main LekinTehni Ko Talwar Banao Phir Kehna Hum Jaise They Peshani Par Daagh Banana Koi Mushkil Kaam NahiNakshe Qadam Pathar Par Banao Phir Kehna Hum Jaise They Bamo Daro Dewar Salami Dene Lage Kuch Aisa KaroPed Ko Apne Paas Bulao Phir Kehna Hum Jaise They Uper Jaana Neeche Aana Ye To Bashar Ki Taaqat HaiSayr...

Wednesday, 26 March 2014

Humko Bulana Ya Rasulallah صلی اللہ علیہ وسلم

Hum ko bulana Ya Rasool Allah Hum ko bulana Ya Habib Allah  Kabhi to sabz gumbad ka ujala hum bhi dekhein gai Hamein bulwaein gay Aaqa madina hum bhi dekhein gai  Dhadak uthay ga yeh dil ya dharakna bhool jaye gai Dil e bismil ka us dar par tamasha hum bhi dekhain gai Adab say hath bandhay unkay rozay per kharay bhoun gai Sunehri jaliyoon ka youn nazara hum bhi dekhein gai Dar e dolat say loutaya nahin jata koi khali Wahan khairat ka batna Khudaya hum bhi dekhein gai Barasti gunbad e khazra say takrati hoi boundein Vahan...

Habeeb-E-Khuda Ka Nazara Karoon Mein

Habeeb-E-Khuda Ka Nazara Karoon Mai Dil-O-Jaan Unn Per Nisara Karoon Mai Teri Kafsh-E-Paa Yoon Sanwara Karoon Mai Ke Palkon Se Uss Ko Bohara Karoon Mai Khudara Ab Aao Ke Dum Hai Labbon Per Dum-E-Waapsi Tou Nazara Karoon Mai Teray Naam Per Sar Ko Qurbaan Karke Tere Sar Se Sadqay Utara Karoon Mai Ye Ek Jaan Kia Hai Agar Ho Karoron Tere Naam Per Sab Ko Waara Karoon Mai Mera Deen-O-Imaan Farishtay Jou Poochein Tumhari Hee Jaanib Ishara Karoon Mai Khuda Khayr Se Laaye Woh Din Bhi Noori Madinay Ki Galiyyan Bohara Karoon Mai ...

Ghum Ho Gaye Beshumar Aaqa

Ghum Ho Gaye Beshumar Aaqa Banda Tere Nisaar Aaqa Bigda Jaata Hai khel mera Aaqa Aaqa Savaar Aaqa Manjdhaar Pe Aake Naav Tuti De Haath Ki Hu Main Paar Aaqa Tuti Jati Hain Peeth meri Lillah Ye Bojh Utaar Aaqa Halka Hai Agar Hamara Palla Bhari Hain Tera Waqar Aaqa Majboor Hain Hum To Fikr Kya Hai Tumko To Hain Ikhtiyar Aaqa Main Duur Hu Tum To Ho Mere Paas Sun Lo Meri Pukaar Aaqa Mujhsa Koi Ghumzada Na Hoga Tumsa Nahi Ghumgusar Aaqa Girdaab Me Pad Gayi Hai Kashti Duba Duba Utaar Aaqa Tum Wo Ki Karam Ko Naaz...

Gunahon ki adat churah meray Mowla

Gunahon ki adat churah meray Mowla,Mujhay naik insaan bana meray Mowla Meri saabiqa har khata meray Mowla, Tu Rehmat sey apni mita meray Mowla Tu qudrat say apni badal naikyon sey,Har ik meri laghzish khata meray Mowla Mujhay naik insaan bana meray Mowla Jo tujh ko jo Teray Nabi ko pasand hai, mujhay aisa bandhah bana meray Mowla Tu Masjood mera mey saajid hu Tera, Tu Malik mey bandha Tera meray Mowla Tu Matloob mera mey talib hu Tera,Mujhay deyday apni wila meray Mowla Mujhay naik insaan bana meray Mowla Tu leyga...

Bulalo phir mujhay aye shahe bahro bar, Madinay main

Bulalo phir mujhay aye shahe bahro bar, Madinay mainMain phir rota huwa aoo, teray dar par Madinay main Na dowlat dey nah showhrat dey, mujhay bas yeh sahaadat deyTeray kadmo main marjaoon, main ro ro kar Madinay main\ Madinay jaaney waalo jaao jaao Fi Aman'illahKadi toh apna bhi lag jaey ja bistar Madinay main Meraa gham bhi toh dekho, main paraa hoo duur Tayba seySukoon aey'ga bas meraa dil-e-muztar Madinay main Salaam-e-showq kehna haajio meraa bhi ro ro karSunaana dastaney gham meri ro kar Madinay main Madina is liye Attar jaan-o-diil...

Bigdi Bhi Banain Gaiy

Bigdi Bhi Banain Gaiy Jalway Bhe Dekhain Gaiy Ghabrao Na Deewano Sarkar Bulain Gaiy   Hum Masjid-e-Nabvi key Dekhy Ge Minaroon Ko Aur Gumbad-e-Khazran key Purnoor Nazaroon Ko  Hum Ja Key Madina Phir Wapis Nahi Aay Gaiy   Mil Jay Ge Tabirein Eik Rooz To khawaboo Ki Gir Jay Gi Dewarein Sab Dekhna Rahoo Ki Hum Roza-e-Aqdas Par Jab Ansoo Bahain Gaiy   Dil Ishq-e-Nabi mey Tum Kuch Aur Tarapny Doo  Is Deed Ki Atish Ko Kuch Aur Bharkny Doo  Hum Tishna Dili Chal Kar Zam-Zam Sey bujhain Gaiy   Jab Hashar Key...

Mai Madinay chala

Main madinay chala, mein Madinay chala,Phir karam ho gaya main Madinay chala. Kaif sa cha gaya main madinay chala,Jhoomta jhoomta main madinay chala. Mere Aaqa ka darr hoga paish-e-nazar,Chahiye aur kya main Madine chala. Mere Gande Qadam Aur Unka HaramLaaj Rakhna Khuda Main Maine Chala Gumbad-e-sabz par jab paray gi nazar,Kya suroor aega main Madinay chala. Sabz gunbad ka noor zang kar day ga dur,Paye ga dil jila, main Madinay chala. Ashk thamtay nahi, paon jamtay nahi,Larkharaata hua main madinay chala. Mere Siddique Umar ho salam aap...