Ya
Rab meri soyi huyi taqdeer jaga day
Aankhein
mujhay di hain to Madina bhi dikha de.
Sun
nay ki jo quwat mujhe bakhshi hai Khuda wand
Phir
Masjid e Nabawi ki azanein bhi suna day.
Huroon
ki na ghilman ki na jannat ki talab hai
madfan
mera Sarkar ki basti main bana de.
Mudat
say mein inn hathoon say karta hoon duaein
In
hathon main ab jali sunehri bhi thama day.
Moun
hasher mein mujhko na chupana parhay ya Rab
Mujh
ko Teray Mehboob key chadar mein chupa dei.
Ishrat
ko bhi ab khushbu e Hassan aata kar
Jo
lafz kahay hein unhein Tu tu naat bana dey.
0 comments:
Post a Comment